Upasana

Un tak saare farmaan na pahuche to kya huaa
Un tak saare farmaan na pahuche to kya huaa ,

Aab hamara chup rahena bhi , unhe hamari yaad dilata hai

----------------------------------------------------------------

Yeh soch kar kuch to unhe beh-kaenge
Aaj phir hum kuch likne baith gaye
Par kya jaane unse kab mulakat ho
Aaj phir hum unki tasveer le kar baith gaye!

------------------------------------------------------------------

Aab woh din mein bhi yaad farmate hai
Par hamari to bus ek hi dua hai
Us pal hum zayada yaad na aaye , nahi to
Din 2 Din ke liye woh phir bhul jaenge

-----------------------------------------------------------------

us jaam ne hume bus yu chooda ,
us jaam ne hume bus yu chooda

jaise us se sahare humne kabhi pi hi nahi

-----------------------------------------------------------------

No comments: